Pak Learn Islam
Thursday, August 2, 2012
Masah k bagair Wuzu kaise ho ga?
Q. Wuzu mein 1/4 sir ka Masah krna farz he. To jo shakhs Gussal kre ga, us ka Masah kaise ho ga?
Ans. Wuzu Nam he 3 Aaza (Munh, Hath & Paun) k dhone & Sir ka Masah krne ka. Gusal se pehle Wuzu krna Sunnat he. Laikin agr kisi ne Wuzu nhi kia, tb b Us ka Gussal ho jaye ga & us k Ziman mein Wuzu b ho jaye ga. Sir pe pani dal leine se Masah ka Farz b ada ho jaye ga. Is liye Gusal k bad dobara Wuzu krna Bilkul Galat & Bila-Jawaz he.

Kia Nahane k bad Wuzu krna Zruri he?
Q. Kia Nahane k bad Wuzu krna Zruri he?
Ans. Nahane se Wuzu b ho jata he. Dobara Wuzu krne ki Zrurat nhi.
Friday, July 27, 2012
Kia Gussal Krne k bad dobara Wuzu krna Zuroori he?
Kia Gussal krne se Wuzu bhi ho jata he, ya Dobara Wuzu krna Zruri he?
Gussal krne se Wuzu b ho jata he. Gussal k bad dobara Wuzu krne ki
Zrurat nhi. Balke Gussal k bad jb tk kam az kam 2 rakat namaz na parh
li jaye ya Wuzu Toot na jaye, dobara Wuzu krna Gunah he.

Monday, July 23, 2012
Traweeh ki Ibtida kahan se hui? Kia 20 Rakat Namaz-e-Traweeh parhna hi Afzal he?
Traweeh ki Ibtida to Hazrat Mohammad (S.A.W) se hui. Magar Aap (S.A.W)
ne is andeisha se k ye Faraz na ho jayein, 3 din se zyada jamat nhi
krwai. Sahaba Kram (R.A) akeile akeile parha krte the & kbi kbi 2, 4
admi mil k Jamat kr leite the. Hazrat Umar (R.A) k Zmane se Aam Jamat
ka Riwaj hua. Is waqt se Traweeh ki 20 Rakat hi chali aa rahi hain &
20 Rakat hi Sunnat-e-Moqda hain.

Sunday, March 4, 2012
* 5 Zarori Batein *
- Kisi Islami Maah Ki Mubarkbad Dene Se Jannat Wajib Nahi Hoti,
- Allah K Nam Ya Koi Wazifa Fwd Krne Se KhushKhbri Nahi milti,
- Nabi S.A.W W Ki Qasam De K Msg Fwd Krne Ko Kehna Haraam Hai,
- Nabi S.A.W Or BB ZAINAB K Khwab Me Ane Wale Msg Fwd Na Karen.
- Koi B Qurani Aayat Ya Hadis Pak Ya Kisi Sahabi Ka QaOul Confirm Kiye Baghair Fwd Na Krn.
Subscribe to:
Posts (Atom)